Bikhri ek baar to haath aye hai kab mooj-e-shameem,
Dil sa nikli hai tou kab lab-e-faghaan thahri hai

Bari hoti hai mayoosi , Bari hoti hai mayoosi,
Bana kar hum nay naqash aarzoo aksar mita daala

Bohat se raaz chupey hain teri ankhon mein,
Nazar milaaon aur mujhe ko raaz’dan kar lo.

Ghum e arzo teri rah me, shab e arzo teri chah me,
Jo ujar gya wo basa nahi, jo bichar gya wo mila nahi…

Bas itni guzarish hai ek muhabbat main mere maula,
Mujhe nakaam honey sey zara pehley uthaa lena…

0 comments:
Post a Comment